ek murgi ne 3 ande diye aur dua ki ya Allah mere bache naik niklain to pehle andey main se bacha namaz parhta hua nikla, dosra bacha tasbih parhta hua nikla, tesra nahi nikla to murgi pareshan hogai aur us ne bache ko awaz di to anday main se awaz aai k main etqaf main betha hoon.
ek murgi ne 3 ande diye aur dua ki
by
Tags:
Leave a Reply