Kisi Ne Allama Iqbal Se Pucha:

Kisi Ne Allama Iqbal Se Pucha: ‘Aqal Ki Inteha Kya Hai?’ Jawab Mila: ‘Hairat’ Phir Pucha Gaya: Hairat Ki Inteha? Jawab Mila: ‘Ishq’ ‘Ishq Ki Inteha Kya Hai?’ Farmaya: ‘Ishq La Inteha Hai, Is Ki Koi Inteha Nahi’ Sawal Karne Wale Ne Kaha: Magar Aap Ne Likha Hai: ‘Tere Ishq Ki Inteha Chahta Hoon’ Aap Ne Muskura Kar Kaha: Dusray Misray Me Apni Ghalti Ka Aitraaf Bhi Kiya Hai Ke, ‘Meri Saadgi Dekh Kya Chahta Hoon’.


Posted

in

by

Tags:

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *