Category: Pathan Jokes
-
Shahid Afridi in interview Aap ki
Shahid Afridi in interview Aap ki umer kitni hai? 24 years. Lekin 5 saal pehle bhi aap ne yahi kaha tha, Afridi: Mein 10 saal baad bhi yahi kahoon ga, Kiu ke ‘Pathan apni zuban se kabhie nahi mukrta’..
-
Shadi me 1 pathan bohut dair tuk
Shadi me 1 pathan bohut dair tuk khana kha raha tha, kisi ne pocha kab tuk khao gay? Pathan:me to khud kha-kha k dukhi hon, per kia karon card me likha tha Dinner 7 to 10PM.
-
Shaair Kehta Hai: Jo EID k Din ROZA
Shaair Kehta Hai: Jo EID k Din ROZA Rakhy Woh Shaitan Hai. Aur Jo ROZAY K Din EID Manaye Woh Sarhad Ka Pathan Hai. 🙂
-
Science ki Jadeed Tehqeeq k
Science ki Jadeed Tehqeeq k mutabiq, NASWAAR se eye sight taiz hoti hai, Saboot? ? ? ? ? ? ? PESHAWAR main CHAND aik din pehle nazar aajata hai.
-
School Me Ek Pathan Bacha Chaku
School Me Ek Pathan Bacha Chaku Liye Ghum Raha Tha.. Sir Ne Pucha,Chaku Liye Kyo Ghum Rahe Ho..? Bachha: GARIB HU SIR,REVOLVER Kaha Se Laun..?
-
Sardar:Tum shadi shuda ho Pathan:
Sardar:Tum shadi shuda ho Pathan: Han, humara aurat say shadi hua hai. . Sardar: Bewakuf kia mard se b shadi hoti hai. . Pathan:Han,humari bahen ka hua hai.
-
Sardar:Ye Bacha tmara kia lagta hy?
Sardar:Ye Bacha tmara kia lagta hy? Pathan:Ye Hamara dooor ka saga bhai hy. Srdar: Dooor ka saga bhai? me smjha nai? Pathan: Is k or mere drmiyan 13 Behen Bhai hai.
-
Sardar: Yar Lrkion ko shadi k
Sardar: Yar Lrkion ko shadi k bad’BEGUM’ Q kehte han . Pathan:So simple shadi k bad larkion k saray gham larko ko mil jate hain is liye wo BE-GHUM ho jati hai
-
Sardar: Pata Hai Hamary Gaoon me
Sardar: Pata Hai Hamary Gaoon me Itni Sardi Parti Hai, K Bhensain Jama hua dodh deti Hain. Pathan: Hamary Gaaon Mai Is se B Ziada Sardi Parti Hai. Ek dafa Mai Raat Ko So Raha Tha k Meri Aankh Khuli. Maine Apni Charpai k Nechy Dekha. Wahan Ek Ajeeb C Cheez Thi. Maine Usay Aag…
-
Sardar: Khan Sahab aapke kitne
Sardar: Khan Sahab aapke kitne bache hain? Pathan: 13 Sardar: 13 bache woh kese? Pathan: Susral walon se wada ker k aaya tha k biwi ko khali pait nahi rakhon ga.